Manzilein Bhi Uski Thi,Raasta Bhi Uska Tha by Aryan · March 10, 2012 Manzilain bhi uski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha,Kafila bhi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bhi uski thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi uska tha… Aaj kyun akela hoon,Dil sawal karta hai, Log to uske the,Kya KHUDA bhi uska tha….? +280